cotton mattress : cotton for mattress: रुई का गादि
Mai aaj aap sabhi log ko cotton ke best gadde(mattess) ke bare me batane aaya hun.jo ki sasta mattress hota hai aur accha bhi hota hai.aur aap log ise use kar sakte hai Aaj hum janenge 1.Types of cotton (rui ke prakar) 2.Best cotton for mattress(gadde me konsa cotton accha rahega) 3.Types of cotton mattress(gadda ke kitne prakar hote hai) 4.cheap mattress(sasta mattress) Types of cotton.(kapus ke Prakar) 1.Black cotton (काला रुई) 2.white cotton (वाइट रुई) 3.Fibre cotton (फाय्बर रुई) 4.semar cotton (पेड का कपुस) .What is Black cotton(ब्लैक कपुस किया है) Black cotton (kapus) yeh colour wale kapde aur jeans se banta hai.kapdo ko machine me daala jaata hai aur fir machine ke andar un kapdo ko pijti hai aur us me se kapus(रुई) ke roop me bahar aata hai is ka colour black,red,blue aisa hota hai.colour cloth pe depend karta hai. .What is white cotton(वाइट रुई ...