What are the best mattresses: कोन्से अच्छे गद्दे है।
Aaj hum is article me baat karenge best mattresses ke baare main jo ki market me available hai. Aap log ko is article me padhkar sahi mattress (गद्दा) lene me madad milega.
Which are the best mattress ? कोन्से अच्छे गद्दा है।
Is waqt market me bohot se mattress aate hai jo ki saste bhi hote hai aur mehenge bhi. Log jaada saste ke chakkar me quality nahi dekhte to aapko us par sone se aap ka back pain ho sakta hai aur woh garam bhi karte hai.
Aap jab mattress (गद्दा) lene jaye to is baat ka khayal rakhe ki mattress (गद्दा) kis material se bana hua hai aur kitne density ka foam hai. Q ki market me jo mattress aate hai us me bohot se mattress (गद्दा) me accha material na hone ke karan jaldi kharab aur aap ke sehat ko bhi asar kar sakta hai.
Mattress (गद्दा) market me kai quality ke aate hai jaise ki
Dr coir foam mattress, bonded foam mattress, coir foam mattress (गद्दा), foam mattress, hidlon foam mattress.
To aap log is baat ka jaroor khayal rakhe ki aap log jo sasta mattress (गद्दा) le to yah dekh le ki woh hidlon aur sirf foam ka mattress (गद्दा) na ho. q ki agar woh hidlon ka hua to aap log ko garam karega aur woh jald kharab ho jayega.
Aur agar sirf foam ka hua to woh bhi aap ko nuksaan kar sakta hai qki foam ke gadde me koi support nahi hota hai is se aap ke back me (पीठ और कमर) me dard ho sakta hai. To aap log sirf foam ka mattress bilkul use na kare.
Konse mattress (गद्दा) le.
Aap log jab mattress (गद्दा) le to aap is baat ka khayal rakhe ki mattress (गद्दा) me ortho support ho is se aappka back pain na hone dega aur yah bhi dekhe ki garmi ke mausam me garam to nahi karega is ke liye aap weather support mattress le.
Agar aap ko thode kam damo me chahiye to aap coir aur bonded ka gadda le aur usko use kare.coir aur bonded se hamare back me support milta hai to yah bhi hame sone me accha aur back ko support bhi milta hai.
Agar aap chahe to yah bhi le sakte hai.jaise sirf bonded aur us par 1 inch ya 2 inch ka foam laga kar use kare. Ya fir sirf coir aur us par foam laga kar use kare. lekin coir pe sirf foam lagane se woh jaada din tak nahi chalega.
Agar aap log ko back pain ho to aap log yah article pe click karke padh sakte ho :Mattress for back pain
Aaj kal market me bohot se mattress aa chuke hai jo ki high technology se bane hai jaise ki aapke back me support aur garmi me sone par garam na kare aur sobe me good feel kare water resistent ho aap chahe to le sakte hai.
Aaye dekhte hai kuch acche mattress ke bare jo ki online available hai.
What are the best mattress and there features ; अच्छे गद्दे और उस के खासियत।
1.The sleep compony smartgrid luxe
Yeh mattress the sleep compony ki taraf se hai jo ki high technology se bana hua hai aap ko yah jo size me chahiye aap ko mil jaayega yeh mattress aapko sone me luxury feel karta hai.yeh 8inch aur 10 inch ka aata hai. yah market me 10 year waaranty ke saath aata hai.
Features : खासियत
Feeling(सोने मे कैसा है) : Sone me aalisaan naram aur luxury feel karta hai
Comfort aur Support : Yeh ek smart grid technology se bana hua hai jo ki aap ke back me 2× support karta hai jisse aapke back pain nahi hone deta.
Free air flow technology : Compony ka daawa hai is mattress me 2500 air chainel hai. Taki aapko thanda aur comfort mehsoos ho.
Non toxic and Hypoallergic : Yeh mattress khaad grade ke samagri se bana hua hai jo ki aapke parivaar ko allergy aur beemari nahi hoti
2. Kurlon Ortho mattress:
Kurlon ortho mattress yeh bhi accha mattress hai. Kurlon ka market me bohot naam chalta tha. Lekin ab market me bohot naye naye acche mattress aa gaye. Jo ki kurlon ki tarah aur acche bhi mattress customer ko provide karti hai. Kuch compony kurlon ka naam lagati hai aur woh hidlon daal kar bechti hai aise me aapko savdhaan rehna hoga.
Features : खासियत
samagri se bana hai : Coir
Fabric : Poly cotton
Warranty : 3 year
Support : Acche support ke bonded se bandha hua jisse back support milta hai aur back pain me madad milta hai.
.High desity bonded aur scientific se bana hua hai jo ki aap ke back aur spine ko support karta hai.
Aane wale article me hum aur bhi acche mattress ke bare me jaankari lenge.
Agar aapko cheap mattress yani saste gadde ke bare me article chahiye jaise ki cotton ke gadde ke bare me to aap is article ko padh sakte hai.is pe click kare Cotton mattress .
Aap hame bhi bhi order kar sakte hai. Hum khud apne hato se banate hai. Hum jo matarial use karte andar us me sonata compony ka dr ortho use karye hai aur hum uska 10 year warranty bhi dete hai . Hum abhi to Sirf Mumbai me order lete hai .to aap Mumbai se ho to aap hame order kar sakte hai.
Email: fzmattress@gmail.com

टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें
Please do not enter any spam link in the comment box